Affiliate marketing kya hai



Affiliate marketing ek aisa online marketing strategy hai jisme ek company ya brand kisi dusre individual(person) ya company (jo ki "affiliate" kehlate hai) se unke products ya services ko promote karne ke liye partnership karti hai.

 Jab affiliate kisi visitor ko brand ki website ya product ke taraf refer karta hai aur us visitor se koi transaction hoti hai, toh affiliate commission earn karta hai.


Affiliate marketing mein, affiliates ko unique links ya promo codes provide kiye jate hai, jisse brand ko pata chalta hai ki kaunsa affiliate kitne visitors ko refer kar raha hai aur unse kitni sales ho rahi hai. Commission amount typically products ke price ka percentage hota hai, aur ismein affiliates ki earning potential kaafi had tak unke marketing efforts pe depend kart

i hai.



Thanks.

Hope you like this article guys.